20/05/2026
Bahut log poochte hain
‘Kya Rudraksha sote waqt utar dena chahiye?’
Shastron mein iska jawab milta hai.
Bhagwat ki ek सूक्ति ke anusaar:
“सूक्ते सुप्ते पिबन्ति सदा कालं रुद्राक्षधारिणो नराः”
Arthaat jo vyakti Rudraksha dharan karta hai, use sote waqt, peete waqt aur har samay ise dharan karna chahiye.
Mana jata hai ki Rudraksha har samay apni positive aur protective vibrations deta rehta hai.
Isliye kai saints aur spiritual practitioners ise 24x7 pehne rakhte hain.
Sabse important baat rudraksha sirf sharir par nahi, shraddha aur pavitrata ke saath pehna jata hai.
Aap Rudraksha sote waqt pehnte ho ya utar dete ho? Comment down 👇
Follow us for more spiritual knowledge, Rudraksha guidance & Sanatan wisdom